Quantcast
Channel: Urdu Shayari / SMS » Mohsin Shayari
Browsing all 20 articles
Browse latest View live

mein tu qayim hun teri mohabbat ki badolat warna

mein tu qayim hun teri mohabbat ki badolat warna youn bikhr jaoon k hath na aoon apne

View Article



Mujhy Lekh Kar Kahain Mahfooz Kar Lo Mohsin,

Mujhy Lekh Kar Kahain Mahfooz Kar Lo Mohsin, Tumhari Baaton Say Nikalta Ja Raha Ho Main.

View Article

Qatl kabhi chuptay thay sang kee deevaar ke beech

Qatl kabhi chuptay thay sang kee deevaar ke beech ab tou khulnay lagay maqtal bharay bazaar ke beech

View Article

Mein nay iss torr say chaha tujhy aksar jana

Mein nay iss torr say chaha tujhy aksar jana Jesay mahtab ko bay-ant sumandar chahay Jesay soraj ki kiran seep k dil mein utray Jesay khushbo ko hawa rang say hatt kar chahay

View Article

Qatal chuptay thay kabi sang ki deewar k bech

Qatal chuptay thay kabi sang ki deewar k bech Ab to khulny lagy maqtal bhary bazar k beech Apni poshak k chin jany pe afsoos na kar Sar salamat nae rehty yahan dastar k bech Surkhian aman ki talqeen...

View Article


KABI TU MOHEET-E-HAWAAS THA, SO NAHE RAHA

KABI TU MOHEET-E-HAWAAS THA, SO NAHE RAHA MEIN TERY BAGHER UDAAS THA, SO NAHE RAHA MERI WUSATON KI HAWAS KA KHANA KHARAB HO MERA GAON SHEHR K PAS THA, SO NAHE RAHA TERI DASTARAS MEIN THEN BAKH’SHESHEN,...

View Article

Baasi-e shehar-e fana hoon, teray kis kaam ka hoon

Baasi-e shehar-e fana hoon, teray kis kaam ka hoon Aik bujhta sa diya hoon, teray kis kaam ka hoon Tu rafaqat k liye kisi or ko chun lay Main to khud aabla pa hoon teray kis kaam ka hoon Tujh ko darkar...

View Article

SAR jhukao gay to pathar Devta ho jaye ga

SAR jhukao gay to pathar Devta ho jaye ga Itna na chaho usay, wo be’wafa ho jaye ga Kitni aasani se mujh se zendagi nay keh diya Tu nahin mera to koi dosra ho jaye ga Ham bhi darya hain, hamain apna...

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Ankhain BY Mohsin Naqvi

Mohsin Naqvi

View Article


zikr-e-shab-e-firaq se wahashat use bhi thi

zikr-e-shab-e-firaq se wahashat use bhi thi meri tarah kisi se muhabbat use bhi thi mujh ko bhi shauq tha naye chehron ki did ka rasta badal k chalne ki adat use bhi thi us rat der tak wo raha...

View Article

thahar jao k hairani to jaye

thahar jao k hairani to jaye tumhari shakl pahchani to jaye shab-e-gam tu hi mahman ban k aja hamare ghar ki wirani to jaye zara khul kar bhi ro lene do ham ko k dil ki ag tak pani ho jaye bala se tor...

View Article

Mai chup raha keh zeher yehi mujh ko raas tha

Mai chup raha keh zeher yehi mujh ko raas tha Wo sang-e-lafz phaink kar kitna udaas tha Aksar meri qaba pay hansi aa gai jissay Kal mill gaya toh wo bhi dareeda libaas tha Mai dhoondhta tha door...

View Article

Yeh sang diloon ki duniya hey yahan sambhal kar chalna “mohsin”

Yeh sang diloon ki duniya hey yahan sambhal kar chalna “mohsin” Yahan palkoon per bithaya jata hey nazroon sy girany k liye …..

View Article


Chehra hai k Anwaar -e- Do Alam ka Saheefa

Chehra hai k Anwaar -e- Do Alam ka Saheefa Aankhein hein k Behreen e Taqaddus k Nageen hain Matha hai k wahdat ki tajalli ka warq hai Aariz hein k “WalFajr” ki ayat k ameen hain

View Article

Kabhi tum b nazar aao

Kabhi tum b nazar aao Subha se sham tk hum ko Bht se log miltay hain Nigahoon se guzarte hain Koi andaaz tum jesa Koi hum naam tum jesa Mgr tum hi nahin miltay Bht be-chain phirte hain Barray betaab...

View Article


Wafa main ab yeh hunar ikhteyar krna hae

Wafa main ab yeh hunar ikhteyar krna hae Wo sach kahe na kahe aitbar krna hae Yeh tujhko jaagte rehne ka shoq kb se hua Mujhe tau kher tera intezar krna hae Wo muskura ke naey waswasoon main daal gya...

View Article

میں نے اس طور سے چاہا تجھے اکثر جاناں

میں نے اس طور سے چاہا تجھے اکثر جاناں………. جیسے ماہتاب کو بےانت سمندر چاہے…………… جیسے سورج کی کرن سیپ کے دل میں اترے….. جیسے خوشبو کا ہوا رنگ سے ہٹ کر چاہے……… جیسے پتھر کے کلیجے سے کرن پھوٹتی ہے……… جیسے...

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

mukamal chand hu bahu tum jaisa

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Mujhabat haar kay jiina bohat mushkil hota hay

View Article

اُس کی چاہت کا بھرم کیا رکھنا؟

اُس کی چاہت کا بھرم کیا رکھنا؟ دشتِ ہجراں میں قدم کیا رکھنا؟ اپنے جیسا کوئی مِلتا ہی نہیں! آنکھ میں دولتِ غم کیا رکھنا بات چُپ رہ کے بھی ہو سکتی ہے پاسِ قرطاس و قلم کیا رکھنا؟ آؤ کشکول کو نیلام کریں...

View Article
Browsing all 20 articles
Browse latest View live




Latest Images